Musafir Aur Rasta

Musafir Aur Rasta !

lettersthatmatter

Raston ki aahat ko nazarandaz karta ja rha tha,

Ek din thokar lgi, tb dhyan gya ek dheemi si awaz par;

Kuch der ruk kar suna toh kuch ye alfaz mile,

β€œAe musafir tu kyun samajhta hai akela khud ko,

Ye soch jis ratse par tu chalta hai, vo khud kitna tadapta hai;

Vo to bss teri anhoon ko tarasta hai,

Vo to na kabhi rota hai;

Aur na kabhi thak kar sota hai,

Bss karta hai intezaar –

Us humsafar ka, jisne kbhi kiya tha ussey be-intehaan pyaar;”

-Deepak Rawat

View original post

2 thoughts on “Musafir Aur Rasta

Leave a comment